Jab dil se ishq farmaya ho
Jab dil se ishq farmaya ho
Ho bewafaa koi janaa nahi
Jazbaton ka gar basera ho
Ho chaahat mein koi fanaa nahi
"Khushi" ka bus sarmaya ho
Ho gham se bhari koi sabaa nahi
Har syaah ke baad savera ho
Ho Mayusi se koi tabaah nahi
Jeevan ki har subah achhii ho
Yeh chahana koi gunah nahi
Har ibadat khuda ki sachii ho
Uss se badhi koi panaah nahi
-- Khushi
Ho bewafaa koi janaa nahi
Jazbaton ka gar basera ho
Ho chaahat mein koi fanaa nahi
"Khushi" ka bus sarmaya ho
Ho gham se bhari koi sabaa nahi
Har syaah ke baad savera ho
Ho Mayusi se koi tabaah nahi
Jeevan ki har subah achhii ho
Yeh chahana koi gunah nahi
Har ibadat khuda ki sachii ho
Uss se badhi koi panaah nahi
-- Khushi
3 Comments:
aadab arz hai mohtarma!
banda aapki shayari aur sanjidagi ka kaayal ho gaya.
aap salamat rahe aur apne kalaam se hume hairaan karti rahe.
allah hafiz
aapka
bhooshan
(bhooshanjape@gmail.com)
hey khusi your poems are really great...they really touched me..i mean almost everyone can relate himself or herself wid d situations.....god bless u may u always have a great future......
Gunehgaar mein nahi...
Mere dil ki daastaan nahi....
Ishq mein uske kayal hun....
Ek zamaane se dhoond raha tha use...
mil gai voh yahin kahin....
yaar...u've truly creatively inspired me... I dunno whether this is my 6th or 7th sher on the trot... which i wrote on the fly...
Post a Comment
<< Home