Zikr aata hai jo labh per unka
Zikr aata hai jo labh per unka
Mehfilein rangeen see ho jaati hain
Rukhsaar par aata hai jo ahsaas unka
Nigahein shamsheen bhi ho jaati hain
Har nazar dhoondti hai unko lekin
Palkein kabhi sharam se jhuk jaati hain
Har dhadhkan mein woh baste hain lekin
Saansein kabhi ik jhalak se ruk jaati hain
Har nazar har ahsaas mein shaamil
unki yaadein mujeh bechain kar jaati hain
ho meri mohabbat issi jahaan mein kaamil
sab dua bus yehi iltejaah kar jaati hain
-- Khushi
Mehfilein rangeen see ho jaati hain
Rukhsaar par aata hai jo ahsaas unka
Nigahein shamsheen bhi ho jaati hain
Har nazar dhoondti hai unko lekin
Palkein kabhi sharam se jhuk jaati hain
Har dhadhkan mein woh baste hain lekin
Saansein kabhi ik jhalak se ruk jaati hain
Har nazar har ahsaas mein shaamil
unki yaadein mujeh bechain kar jaati hain
ho meri mohabbat issi jahaan mein kaamil
sab dua bus yehi iltejaah kar jaati hain
-- Khushi
2 Comments:
i think u r a superb poet...vry gud..keep it up dear..u touched my heart..god bless u
Har dhadkan mein voh basti hai..
Har saans mein samaati hai...
Meri rooh bhi kaamp uthti hai..
Jab unse judai ki baat, honton pe aati hai...
Post a Comment
<< Home